Friday, July 10, 2009

a thought

jo kavita karta hai ya rachna karta hai ,vah aam insaan se pare hai kyuki jansaadhaaran ki tarah jeevan yaapan karte huye vah ek doosri zindagi ko bhi jeeta hai .apni bhavnaaon, apne vichaaron ko aakaar dekar pran foonkta hai .yah rachnaakaar bhagvaan ki tarah sansaar rachta hai . aur yahi sansaar kalpana aur yathaarth ke kadve meethe anubhavon se sinchit rachnaon ka sangrah banta hai .......

No comments:

Followers

About Me

अपने विचारों मैं उलझी किन राहों मैं नहीं भटकी खुद की तलाश में वक्त को बिताती हूँ पर जवाब नहीं पाती हूँ .... लोगों से मिलती हूँ ताल भी मिलाती हूँ अजनबी होने से थोडा खौफ खाती हूँ पर खुद को बहुत दूर बहुत दूर पाती हूँ ....