kahin padha thha...
mann jalta hai ;
agarbatti aur kapoor ki bhaanti.
agarbatti ;
jo jalne ke baad
gandh baant jaati hai ..
aur kapoor;
jo jalne ke baad
vatavaran ko shudh kar jata hai .
Amrita ji ki
'Jalavatan' yaad aa gayi ..
shaayad isliye hi
jalavatan hona hota hai ...
mann jalta hai ;
agarbatti aur kapoor ki bhaanti.
agarbatti ;
jo jalne ke baad
gandh baant jaati hai ..
aur kapoor;
jo jalne ke baad
vatavaran ko shudh kar jata hai .
Amrita ji ki
'Jalavatan' yaad aa gayi ..
shaayad isliye hi
jalavatan hona hota hai ...
2 comments:
More we burn more we sparkle, More the fragrance. Wonderful Bhawana
Its beautifully philosophic.
Post a Comment